Mai Teree Tu Meraa Duniya Se Kya Lena Lyrics - Beta

Mai Teree Tu Meraa Duniya Se Kya Lena Lyrics from Beta - This song is sung by Anuradha Paudwal & written by Sameer. song is composed by Anand Milind

Song Title: Mai Teree Tu Meraa Duniya Se Kya Lena
Movie: Beta
Singer(s): Anuradha Paudwal
Lyricist(s): Sameer
Music By: Anand Milind
Genre:
Music Label :
Star Cast : Anil Kapoor, Madhuri Dixit
Release Date : 1992-01-01


Mai Teree Tu Meraa Duniya Se Kya Lena Song Lyrics

sajana, sajana, sajana mai teree tu meraa duniya se kya lena - (2) abb toh mujhe hai tujhe har sukh dena mai teree tu meraa duniya se kya lena - (2) sajani, sajani, sajani tu meree mai teraa duniya se kya lena - (2) abb toh mujhe hai tujhe har sukh dena mai teree tu meraa duniya se kya lena - (2) sat pherowali sari rasme nibhaungi - (2) doli chadhake mai aayi kandho par jaungi mai bhee diwani sari kasme nibhaunga abb kabhee bhee naa tujhe dukh pohchaunga jo tu nahee toh kuchh bhee nahee tuhi toh hai meraa janey jaha duniya se kya lena tu meree mai teraa duniya se kya lena - (2) sajani, sajani, sajani, sajani tu meree mai teraa duniya se kya lena - (2) abb toh mujhe hai tujhe har sukh dena mai teree tu meraa duniya se kya lena - (2) sukh me bhee dukh me bhee sath nahee chhodunga - (2) abb toh kabhee mai teraa hath nahee chhodunga meree kismat thee jo maine tujhe paya hai mujhko toh tere liye rab ne banaya hai dil me hai tu jaan me hai tu tere bina aab jana kaha duniya se kya lena tu meree mai teraa duniya se kya lena - (2) sajana, sajana, sajana, sajana mai teree tu meraa duniya se kya lena - (2) abb toh mujhe hai tujhe har sukh dena mai teree tu meraa duniya se kya lena - (2)


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
Dhadkane Sanse Jawani Jindgani Aapki Anuradha Paudwal, Pankaj Udhas
Kitna Pyara Ye Chehra Anuradha Paudwal, Unknown
Maa Meri Maa Anuradha Paudwal
Dhak Dhak Karne Laga Anuradha Paudwal, Udit Narayan
Dhadkanen Saansen Jawabi Zindagaani Aapki Anuradha Paudwal, Pankaj Udhas
Saiyaji Se Chupke Hue Anuradha Paudwal, Udit Narayan
Kitna Pyara Yeh Chehra Anuradha Paudwal
Yeh Do Dil Hai Chanchal Anuradha Paudwal, Unknown
Khushiyo Kaa Din Aaya Hai Anuradha Paudwal
Sainya Jee Se Chhupke Anuradha Paudwal, Udit Narayan