Ladki Kyon Na Jaane Lyrics - Hum Tum

Ladki Kyon Na Jaane Lyrics from Hum Tum - This song is sung by Alka Yagnik, Rani Mukerji, Saif Ali Khan, Shaan & song is composed by Jatin Lalit, Veronica, Rishi Rich, Jatin Lalit, Jatin Lalit, Veronica Mehta

Song Title: Ladki Kyon Na Jaane
Movie: Hum Tum
Singer(s): Alka Yagnik, Rani Mukerji, Saif Ali Khan, Shaan
Lyricist(s):
Music By: Jatin Lalit, Veronica, Rishi Rich, Jatin Lalit, Jatin Lalit, Veronica Mehta
Genre:
Music Label :
Star Cast : Rishi Kapoor, Saif Ali Khan, Abhishek Bachchan, Rani Mukherjee
Release Date : 2004-01-01


Ladki Kyon Na Jaane Song Lyrics

Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti Soch Thi Hai Zyada Kham Woh Samajh Thi Hai Soch Thi Hai Zyada Kham Woh Samajh Thi Hai Dil Kuch Kehta Hai Kuch Aur Hi Karti Hai Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti Soch Thi Hai Zyada Kham Woh Samajh Thi Hai Dil Kuch Kehta Hai Kuch Aur Hi Karti Hai Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti Pyaar Usse Bhi Hai Magar Shuruaat Tumhi Se Chahe Khudh Mein Ulji Ulji Hai Par Bhaalo Ko Suljaayein I Mean You' Re All The Same Yaar Hum Achche Dost Hai Par Uss Nazar Se Tumko Dekha Nahin Woh Sab To Teek Hai Par Uss Barein Mein Maine Socha Nahin Sab Se Alag Hai Tum Yeh Keh Ke Paas Tumhaare Aaye Aur Kuch Din Mein Tum Mein Alag Sa Kuch Bhi Na Usko Paiye Uff Yeh Kaisi Shirt Pehnthe Ho Yeh Kaise Bhaal Khatathe Ho Ghaadi Tehz Chalathe Ho Tum Jaldi Mein Kyo Khaathe Ho Gimme A Break Tumhe Badalne Ko Paas Woh Aati Hai Tumhe Mitaane Ko Chaal Bichati Hai Baaton Baaton Mein Tumhe Pasathi Hai Pehle Hasathi Hai… Phir Bada Rulaati Hai Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti Eh Itna Hi Khudh Se Khush Ho To Peeche Kyon Aate Ho Phool Kabhi To Hazar Thofein Akhir Kyon Laaten Ho Apna Naam Nahin Bataya Aapne Coffee Peene Chalenge Main Aapko Ghar Chod Doon Phir Kab Milenge Bikhra Bikhra Be Matlab Sa Toota Phoota Jeena Aur Kehte Ho Alag Se Hai Hum Taan Ke Apna Seena Bheega Tolya Kahin Farsh Pe Toothpaste Ka Dakhan Kahin Kal Ke Mauze Ulat Ke Pehne Waqt Ka Khuch Bhi Hosh Nahin Jeena Ka Tumko Dang Sikhlati Hai Tumhe Jaanwar Se Insaan Banaati Hai Uske Bina Ek Pal Rehna Sakhoge Tum Usko Pata Hai Yeh Keh Na Sakhoge Tum Iss Liye Ladkiya Ladko Si Nahin Hoti Iss Liye Ladkiya Ladko Si Nahin Hoti Jaane Kaun Kaun Se Din Woh Tumko Yaad Dilaayein Pyaar Ko Chahe Bhool Bhi Jaayein Taareeqein Na Bhoolayein First March Ko Nazar Milaayee Chaar April Ko Main Milne Aayee Ikees May Ko Tumne Chuwa Tha Che June Mujhe Kuch Hua Tha Ladko Ka Kya Hai Kissi Bhi Mor Pe Woh Mur Jaayein Abhi Kissi Ke Hai Abhi Kissi Aur Se Woh Jud Jaayein Tumhaare Mummy Daddy Ghar Par Nahin Hai Great… Main Aaa Jaon? Tumhaari Friend Akeli Ghar Jaa Rahi Hai Bechari… Main Chod Aaon Uff Ek Haan Kehne Ko Kitna Dehlati Hai Thak Jaate Hai Hum Woh Jee Behlati Hai Woh Sharmati Hai Kabhi Chupati Hai Ladki Jo Haan Kehde Usse Nibhati Hai Iss Liye Ladkiya Ladko Si Nahin Hoti Iss Liye Ladkiya Ladko Si Nahin Hoti Na Na Na… Iss Liye Ladkiya Ladko Si Nahin Hoti (Ladki Kyon… Oh God) Iss Liye Ladkiya Ladko Si Nahin Hoti (Na Na Na Na, Oh God Shut Up…) Alright Alright Iss Mein Jagadne Ki Kya Baat Hai Yaar Pehle Pehle Bawarein Jaise Aas Paas Mand Rai (Arre… But I) Phir Busy Hoon Kehkar Tumko Woh Tarkai (Come On Rhea)… Samjha Karo Darling Aaj Bohat Kaam (Arre… Meri Bhi To Suno) Door Hua To Kya Dil Mein Tumhaara Naam Hai (Oh… Wow) Jiss Chehre Par Marte Hai Woh Boring Ho Jaaye (I' M Not Listening To You) Kuch Hi Din Mein Nazrein Inki Idhar Udhar Mand Rai (I' M Not Listening To You) Sirf Pyaar Se Zindagi Nahin Chalti (Ok I' M Not With Her) Tum Interior Decoration Ka Course Kyon Nahin Karti


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
Hum Tum English Version Juggy D, Veronica
Gore Gore Yeh Chore Alka Yagnik
Hum Tum Alka Yagnik, Babul Supriyo
Chak De Sadhana Sargam, Sonu Nigam
Yeh Gore Gore Se Chhore Alka Yagnik
Mere Dil Vich Juggy D, Rishi Rich, Veronica
Gore Gore Alka Yagnik
Chak De Chak De Sonu Nigam, Sadhana Sargam
Ladki Kyoon Alka Yagnik, Shaan
Yaara Yaara Alka Yagnik, Udit Narayan