Kya Janoon Sajan Lyrics - Baharon Ke Sapne

Kya Janoon Sajan Lyrics from Baharon Ke Sapne - This Sad song is sung by Lata Mangeshkar & song is composed by R D Burman, R D Burman

Song Title: Kya Janoon Sajan
Movie: Baharon Ke Sapne
Singer(s): Lata Mangeshkar
Lyricist(s):
Music By: R D Burman, R D Burman
Genre: Sad
Music Label :
Star Cast : Rajesh Khanna, Asha Parekh
Release Date : 1967-01-01


Kya Janoon Sajan Song Lyrics

(kya Jaanoon Sajan Hoti Hai Kya Gham Ki Shaam jal Uthe Sau Diye Jab Liya Tera Naam) -2 kya Jaanoon Sajan (jabse Mili Nazar, Maathe Pe Ban Gaye bindiya Nayan Tere Dekho Sajna) -2 dhar Li Jo Pyaar Se, Meri Kalaayiyaan piya Teri Ungliyan Ho Gayi Kangana kya Jaanoon Sajan Hoti Hai Kya Gham Ki Shaam jal Uthe Sau Diye Jab Liya Tera Naam kya Jaanoon Sajan (kaanton Mein Main Khadi, Nainon Ke Dwaar Pe nis Din Bahaar Ke Dekhoon Sapne) -2 chehre Ki Dhool Kya, Chanda Ki Chaandni utri To Reh Gayi Mukh Pe Apne (kya Jaanoon Sajan Hoti Hai Kya Gham Ki Shaam jal Uthe Sau Diye Jab Liya Tera Naam) -2 kya Jaanoon Sajan


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
Chunari Sambhal Gori Lata Mangeshkar, Manna Dey
Aaja Piya Tohe Pyaar Doon Lata Mangeshkar