Koi Aane Wala Hai Lyrics from Koi Aane Wala Hai - Strings - This song is sung by Faisal & song is composed by Strings (pakistani Band)
Song Title: Koi Aane Wala Hai
Movie: Koi Aane Wala Hai - Strings
Singer(s): Faisal
Lyricist(s):
Music By: Strings (pakistani Band)
Genre:
Music Label :
Star Cast :
Release Date : 1900-01-01
Koi Aane Wala Hai Song Lyrics
dhadkan keh rahi hai, yahaan koi aane wala hai saawan keh raha hai, baadal koi chaane wala hai mann mera paagal dhundata hai tujhe ghabraake gunje keh rahi hai, saahil koi aanewaala hai koyal keh rahi hai, saathi koi gaanewaala hai ik naya aasmaan mil gaya hai hamein tujhko paake (ho o o o o o.... aane wala hai koi ho o o o o o.... koi aane wala hai.....) - (2) aaj mera jahaan tum hi tum ho abb meri daastaan tum hi tum ho tum yahaan tum vahaan jaane jaana jaau main abb jahaan tum hi tum ho mil gaya raasta kaisa phulon bhara chalte chalte dhadkan keh rahi hai, yahaan koi aane wala hai saawan keh raha hai, baadal koi chaane wala hai mann mera paagal dhundata hai tujhe ghabraake (ho o o o o o.... aane wala hai koi ho o o o o o.... koi aane wala hai.....) - (2)
More lyrics from Koi Aane Wala Hai - Strings Movie
| Lyrics | Singer |
|---|---|
| Jab Bhi Main Tujhko Dekhu | Strings |
| Ek Do Teen | Strings |
| Jab Se Tumko Maine Dekha Hai | Strings |
| Woh Raste Tere Aur Mere Humsafar | Strings |
| Sone Do | Strings |
| Keh Diya... Ha Ho Meri Dilruba | Strings |
| Jaago Utho Dekho Sab Hai Tumhaare | Strings |
| Hum Hi Hum Hai Jidhar Dekho | Strings |
| Titaliyaan Yaadon Ki Udati Jaaye | Strings |