Khuda Bhi Na Dikhe Lyrics - Barkhaa

Khuda Bhi Na Dikhe Lyrics from Barkhaa - This Sad song is sung by Krishna Beura & written by Shadab Akhtar. song is composed by Amjad Nadeem

Song Title: Khuda Bhi Na Dikhe
Movie: Barkhaa
Singer(s): Krishna Beura
Lyricist(s): Shadab Akhtar
Music By: Amjad Nadeem
Genre: Sad
Music Label : Zee Music Company
Star Cast : Sara Loren, Taaha Shah, Priyanshu Chatterjee, Shweta Pandit, Puneet Issar
Release Date : 2015-03-27


Khuda Bhi Na Dikhe Song Lyrics

Ye kaisi kashmakash hai Ye kaisi rehguzar hai.. [1] Main uljha hoon, pareshaan hoon Main uljha hoon, pareshaan hoon Huyi kya mujhse aisi khata.. Khuda bhi na dikhe, dua bhi na lage Jahan tak jaaye nazrein Dhuaan hi dhuaan dikhe.. Khuda bhi na dikhe, dua bhi na lage Jahan tak jaaye nazrein Dhuaan hi dhuaan dikhe.. Ret ka mahal woh tha Lehron mein shayad jo beh gaya.. Ret ka mahal woh tha, Lehron mein shayad jo beh gaya Khwaahishon ka aashiyaan Chand saansein lekar ke deh gaya.. Rabba khud ke hi saaye Lage aaj paraye Rabba khud ke hi saaye Lage aaj paraye.. Main uljha hoon, pareshaan hoon Main uljha hoon, pareshaan hoon Huyi kya mujhse aisi khata.. Khuda bhi na dikhe, dua bhi na lage Jahan tak jaaye nazrein Dhuaan hi dhuaan dikhe.. Zindagi ne ishq mein Mujhe aise manzar dikhaaye hain.. [1] Palkon pe meri sada, Ashqo ke badal hi chhaaye hai Rabba chain na aaye, din rein sataye Rabba chain na aaye, din rein sataye.. Main uljha hoon, pareshaan hoon Main uljha hoon, pareshaan hoon Huyi kya mujhse aisi khata.. Khuda bhi na dikhe, dua bhi na lage Jahan tak jaaye nazrein Dhuaan hi dhuaan dikhe.. Dard ka hai silsila Seene mein ghum be-shumaar hai.. Dard ka hai silsila Seene mein ghum be-shumaar hai Chaahatein ek mili haan Mile zakhm mujhko hazaar hai.. Rabba pal hi mein jaise Sau khwaab hai toote.. [1] Main uljha hoon, pareshaan hoon Main uljha hoon, pareshaan hoon Huyi kya mujhse aisi khata.. Khuda bhi na dikhe, dua bhi na lage Jahan tak jaaye nazrein Dhuaan hi dhuaan dikhe...


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
Main Naughty No 1 Hoon Amjad Khan, Neha Kakkar
Tu Itni Khoobsurat Hai Rahat Nusrat Fateh Ali Khan
Mann Quanto Maula Aftab Sabri, Sabri Brothers
Pehli Dafa Renuka, Sonu Nigam
Lafze Bayaan Mohammad Irfan, Shreya Ghoshal
Barkhaa Dialogues Sara Loren, Taaha Shah