Khamoshi (Title Song) Lyrics - Khamoshi (2019)

Khamoshi (Title Song) Lyrics from Khamoshi (2019) - This Sad song is sung by Shruti Haasan & written by Zeest. song is composed by Satya Manik Afsar, Sameer Tandon and is picturized on Prabhu Deva, Tamannaah Bhatia.

Song Title: Khamoshi (Title Song)
Movie: Khamoshi (2019)
Singer(s): Shruti Haasan
Lyricist(s): Zeest
Music By: Satya Manik Afsar, Sameer Tandon
Genre: Sad
Music Label : Zee Music Company
Star Cast : Prabhu Dheva, Tamannaah Bhatia, Bhumika Chawla, Sanjay Suri, Vipin Sharma
Release Date : 2019-06-14


Khamoshi (Title Song) Song Lyrics

Khwabo ke jab khoon rishe to Khood hi chakhta hai Kaise wo aapne jakhmo par Marham rakhta hai.. Bedhangi duniya mein kyun Jazbaton ke ho saleeke Upar upar khamoshi hai Aandar aandar cheekhein Aandar aandar cheekhein Aandar aandar cheekhein Aandar aandar cheekhein.. Kaali ye saansein hai meri Kaali ye saansein hai meri Ho gaya panga mere Andar jo shaitan hai kabse Chal raha danga meri Aankho mein jalta hai shola Mann mein ye hungama hai Jitna bhi bacha ye jeevan Khoon se ranga maine Keechad se lagke ye maila Aisa hi dhanda hai ye Jaise bimari ka faila Nasha toh ganda hai ye Swarthi jamaane ka maara Mohabbat ka aandha hai ye Matlab se bhara ye saara Nafrat ka fanda hai ye Dikhta hai bhi ya nahi hai Andherea jo jaata hai Isse pahle pakdo isko Dhuwein sa udd jaata hai Raushni pe andhere sa Jaise kuch padd jaata hai Chutki mein fulon ka gulsan Ekdum se sadd jaata hai Ashliyat mein dekhun sapna Chakhta hoon marr jaata hai Sapna aab hai ya haqeekat Dohokha ye kar jaata hai Ek pal jo sochun wo karna Phir lay se darr jaata hai Paapo ka ghada jo khaali karta hoon Phir bhar jaata hai Paapo ka ghada jo khaali karta hoon Phir bhar jaata hai.. Upar upar khamoshi Aandar aandar cheekhein Aandar aandar cheekhein Aandar aandar cheekhein Aandar aandar cheekhein.. Upar upar khamoshi... [Khamoshi] Upar upar khamoshi.. [Upar upar cheekhein Aandar-aandar cheekhein Khamoshi] Sadiyon se insaani fitrat ka ye kissa hai Jisme jehar nahi usko sabne hi kuchla hai Maaro ya phir mar jaao, jungle ke do hi tarike Upar upar khamoshi hai Aandar aandar cheekhein Aandar aandar cheekhein Aandar aandar cheekhein Aandar aandar cheekhein.. Upar upar khamoshi.. Mange se haq mil jaaye Satyug kahan pyaari? Sachhayi, aachayi bas pustak ki jubaan pyaari Jinda rahne ko usne na khoon kiye hai teekhe Upar upar khamoshi hai Aandar aandar cheekhein Aandar aandar cheekhein Aandar aandar cheekhein Aandar aandar cheekhein.. Upar upar khamoshi..