Kaun Si Nagariya Lyrics - Chaarfutiya Chhokare

Kaun Si Nagariya Lyrics from Chaarfutiya Chhokare - This Patriotic song is sung by Sharda Sinha & written by Bhikhari Thakur. song is composed by Abhijit Vaghani, D Sameer, Sudeep Banerjee

Song Title: Kaun Si Nagariya
Movie: Chaarfutiya Chhokare
Singer(s): Sharda Sinha
Lyricist(s): Bhikhari Thakur
Music By: Abhijit Vaghani, D Sameer, Sudeep Banerjee
Genre: Patriotic
Music Label : T-Series
Star Cast : Soha Ali Khan, Harsh Mayar, Seema Biswas, Mukesh Tiwari, Govind Namdeo
Release Date : 2014-09-26


Kaun Si Nagariya Song Lyrics

Kaun si nagariya hai, chaar futt ki dehiya hai Belan se sasta bik gaye hum ho babuji... Kaun si nagariya hai, chaar futt ki dehiya hai Belan se sasta bik gaye hum ho babuji Choti si kalaiya se badha badha patthar foda Chaini aur hathoda, thama diye ho babuji Dhar dhaar dharkat hain aansoo mora babuji Dhar dhaar dharkat hain aansoo mora babuji.... Aisa dikhaya dukh, sapna hooya re sukh Beti nahi janmi, samanwa ho babuji... Aisa dikhaaya dukh sapna hooya re sukh Beti nahi janmi, samanwa ho babuji Poorab ke kona ghar ganga ki kinare par Chapra se teen kos biyera mein babuji... Dhar dhaar dharkat hain aansoo mora babuji.. [1] Saaf karke ghar aangan, bartan lota jhootha mal Bann ke rahein maike-tehelni ho babuji.. Saaf karke ghar aangan, bartan lota jhootha mal Bann ke rahein maike-tehelni ho babuji Rupiya ginayi liye, pagha dharayi diye Beti ke tu janvar bana diye ho babuji Beti ke tu janvar bana diye ho babuji Dhar dhaar dharkat hain aansoo mora babuji.. Moonch nahi nikla bandook thaama haath mein ho.... Aangan dhoondha peeche chhoota Jungle ghooma raat mein... Ho humko toh bachpan lota do ho babuji Humko mai ki aanchal mein sula do, ho babuji Humko lori suna do babuji Humko tum na bisra do babuji Humko bhi taaron mein ghuma do ho babuji Humko bhi ganga mein baha do ho babuji Humko bhi ganga mein baha do ho babuji....


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
Haldi Ke Rang Sharda Sinha
Mast Malang Hum Dhuni Dabangg Sudeep Banerjee
Saiyyan Mile Malini Awasthi
Vidya Ki Parasmani Vibha Dutta Khosla