Kahin Door Jab Din Dhal Jaye Lyrics - Anand

Kahin Door Jab Din Dhal Jaye Lyrics from Anand - This Sad song is sung by Mukesh & written by Yogesh Gaud. song is composed by Salil Chowdhury and is picturized on Rajesh Khanna.

Song Title: Kahin Door Jab Din Dhal Jaye
Movie: Anand
Singer(s): Mukesh
Lyricist(s): Yogesh Gaud
Music By: Salil Chowdhury
Genre: Sad
Music Label : Saregama
Star Cast : Rajesh Khanna, Amitabh Bachchan, Sumita Sanyal, Ramesh Deo, Seema Deo
Release Date : 1971-03-12


Kahin Door Jab Din Dhal Jaye Song Lyrics

Kahin Door Jab Din Dhal Jaye Sanjh Ki Dulhan Badan Churaye Chupke Se Aaye Mere Khayaalon Ke Aangan Mein Koi Sapnon Ke Deep Jalaaye Deep Jalaaye... Kahin Door Jab Din Dhal Jaye Sanjh Ki Dulhan Badan Churaye Chupke Se Aaye.. Kabhi Yun Hi Jab Hui Bojhal Saansen Bhar Aai Baithe Baithe Jab Yun Hi Aankhen.. Kabhi Yun Hi Jab Hui Bojhal Saansen Bhar Aai Baithe Baithe Jab Yun Hi Aankhen.. Kabhi Machal Ke Pyar Se Chal Ke Chhuye Koi Mujhe Par Nazar Na Aaye..Nazar Na Aaye.. Kahin Door Jab Din Dhal Jaye Sanjh Ki Dulhan Badan Churaye Chupke Se Aaye... Kahin To Yeh Dil Kabhi Mil Nahin Paate Kahin Pe Nikal Aaye Janmon Ke Naate.. Kahin To Yeh Dil Kabhi Mil Nahin Paate Kahin Pe Nikal Aaye Janmon Ke Naate.. Thami Thi Uljhan Bairi Apna Man Apna Hi Hoke Sahe Dard Paraaye Dard Paraaye... Kahin Door Jab Din Dhal Jaye Sanjh Ki Dulhan Badan Churaye Chupke Se Aaye... Dil Jaane mere saare bhed ye gahre Ho gaye kaise mere sapne sunhare.. Dil Jaane mere saare bhed ye gahre Ho gaye kaise mere sapne sunhare.. Ye mere sapne yahi to hai apne Mujhse judha na honge Mil ke ye saaye Mil ke ye saaye... Kahin Door Jab Din Dhal Jaye Sanjh Ki Dulhan Badan Churaye Chupke Se Aaye... Mere Khayaalon Ke Aangan Mein Koi Sapnon Ke Deep Jalaaye Deep Jalaaye... Kahin Door Jab Din Dhal Jaye Sanjh Ki Dulhan Badan Churaye Chupke Se Aaye..


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
Kahin Door Jab (Female) Lata Mangeshkar
Zindagi Kaisi Hai Paheli Manna Dey
Maine Tere Liye Hi Mukesh
Maut Tu Ek Kavita Hai Amitabh Bachchan
Na Jiya Lage Na Lata Mangeshkar