In Aankhon Ki Masti Lyrics - Umrao Jaan

In Aankhon Ki Masti Lyrics from Umrao Jaan - This Love song is sung by Asha Bhosle & written by Shahryar. song is composed by Anu Malik, Khaiyaam, Khaiyyam

Song Title: In Aankhon Ki Masti
Movie: Umrao Jaan
Singer(s): Asha Bhosle
Lyricist(s): Shahryar
Music By: Anu Malik, Khaiyaam, Khaiyyam
Genre: Love
Music Label :
Star Cast : Rekha, Raj Babbar, Naseeruddin Shah, Farooq Sheikh, Prema Narayan
Release Date : 1981-01-01


In Aankhon Ki Masti Song Lyrics

--FEMALE-- In aankhon ki masti ke, aah aah aah aah In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain Mastaane hazaaron hain In aankhon se vaabasta In aankhon se vaabasta afsaane hazaaron hain Afsaane hazaaron hain In aankhon ki masti ke Ek tum hi nahin tanha, aah aah Ek tum hi nahin tanha ulfat mein meri rusva Ulfat mein meri rusva Is shaher mein tum jaise Is shaher mein tum jaise deewaane hazaaron hain Deewaane hazaaron hain In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain In aankhon ki masti ke, aah aah aah Ek sirf humi mai ko, ek sirf humi Ek sirf humi mai ko aankhon se pilaate hain Aankhon se pilaate hain Kehne ko to duniya mein Kehne ko to duniya mein maikhaane hazaaron hain Maikhaane hazaaron hain In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain In aankhon ki masti ke Is shamm-e-faroza ko, aah aah Is shamm-e-faroza ko aandhi se darraate ho Aandhi se darraate ho Is shamm-e-faroza ke Is shamm-e-faroza ke parvaane hazaaron hain Parvaane hazaaron hain In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain In aankhon se vaabasta afsaane hazaaron hain Afsaane hazaaron hain In aankhon ki masti ke


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
Main Na Mil Sakun Jo Tumse Alka Yagnik
Dil Cheez Kya Hai Asha Bhosle
In Aankhon Ki Masti Ke Asha Bhosle
Salaam Karane Kee Aarju Hai Alka Yagnik
Zindagi Jab Bhi Teri Bazm Mein Talat Aziz
Yeh Kya Jagah Hai Doston Asha Bhosle
Tum Bhee Pehle Pehal Ham Bhee Pehle Pehal Alka Yagnik
Pratham Dhar Dhyan Dinesh Runa Prasad, Shahida Khan, Ustad Ghulam Mustafa, Shahida Khan, Runa Prasad
Mai Naa Mil Saku Jo Tumse Alka Yagnik
Puchh Rahe Hai Puchhanewaale Alka Yagnik
Jhute Iljaam Meree Jaan Lagaya Naa Karo Alka Yagnik
Inn Aankho Kee Mastee Ke Asha Bhosle
Justajoo Jis Ki Thi Usko To Asha Bhosle
Yeh Kya Jagah Hain Dosto Asha Bhosle
Kaahe Ko Byaahe Bides Jagjit Kaur
Jab Bhee Milatee Hai Mujhe Asha Bhosle
Kahe Ko Byaahe Bides Jagjit Kaur