Ham Bahano Ke Liye Mere Bhaiya Lyrics - Anjaana

Ham Bahano Ke Liye Mere Bhaiya Lyrics from Anjaana - This Raksha Bandhan song is sung by Lata Mangeshkar & written by Anand Bakshi. song is composed by Laxmikant Pyarelal

Song Title: Ham Bahano Ke Liye Mere Bhaiya
Movie: Anjaana
Singer(s): Lata Mangeshkar
Lyricist(s): Anand Bakshi
Music By: Laxmikant Pyarelal
Genre: Raksha Bandhan
Music Label : Saregama
Star Cast : Rajendra Kumar, Babita Kapoor, Nirupa Roy, Pran, Prem Chopra
Release Date : 1969-01-01


Ham Bahano Ke Liye Mere Bhaiya Song Lyrics

Ham bahano ke liye mere bhaiya Aata hai ek din sal me Aata hai ek din sal me Aaj ke din mai jahan bhi rahu Chale aana wahan har hal me Chale aana wahan har hal me Ham bahano ke liye mere bhaiya Aata hai ek din sal me Aata hai ek din sal me Kitne din aur kitani raine Iss angan me rehna hai maine Iss angan me rehna hai maine Pardesi hoti hain bahane Babul janey bhej de meri doli kab sasural me Chale aana wahan har hal me Ham bahano ke liye mere bhaiya Aata hai ek din sal me Aata hai ek din sal me Aaj ke din mai jahan bhi rahu Chale aana wahan har hal me Chale aana wahan har hal me


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
Rim Jhim Ke Git Sawan Gaye Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
Rim Jhim Ke Geet Saavan Gaaye Lata Mangeshkar, Mohd Rafi
Woh Kaun Hai Jo Ruth Jati Hai Mukesh, Lata Mangeshkar
Karar Khoya Muhabbat Me Iss Jamane Ne Mohammad Rafi, Suman Kalyanpur
Ham Bahanon Ke Liye Lata Mangeshkar
Meri Muhabbat Teri Jawani Mohammad Rafi
Meri Muhabbat Teri Javaani Mohd Rafi
Qaraar Khoya Muhabbat Mein Mohd Rafi, Suman Kalyanpuri
Haay Bujho Bujho Bujho Bujho Lata Mangeshkar, Mukesh