Hai Mera Dil Lyrics - Josh

Hai Mera Dil Lyrics from Josh - This Love song is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan & written by Sameer. song is composed by Anu Malik

Song Title: Hai Mera Dil
Movie: Josh
Singer(s): Alka Yagnik, Udit Narayan
Lyricist(s): Sameer
Music By: Anu Malik
Genre: Love
Music Label :
Star Cast : Aishwarya Rai, Chandrachud Singh, Shah Rukh Khan, Sharad Kapoor, Priya Gil
Release Date : 2000-01-01


Hai Mera Dil Song Lyrics

--MALE-- Kitna pyaara hai yeh pyaar, pyaara pyaara Hua hai pehli baar, hota hai ek baar Phir na hoga yeh dobaara --FEMALE-- Hai mera dil churaake le gaya Churaane waala mera qaatil --MALE-- Hai mera dil churaake le gayi Churaane waali meri qaatil --FEMALE-- Yeh dil tujhpe aaya hai, aate aate --MALE-- Dard-e-dil to jaata hai, jaate jaate --FEMALE-- Jaage hain soye hain, hum dono khoye hain --MALE-- Kaisi tanhaai hai, masti si chhaayi hai Yeh mausam hai pyaar ke kaabil --FEMALE-- Hai mera dil churaake le gaya Churaane waala mera qaatil --MALE-- Ab to kaate na kate pyaasi raatein --FEMALE-- Kuch kuch hota hai sunke aisi baatein --MALE-- Bechaini sehne de, palkon mein rehne de --FEMALE-- Teri baahon mein hai, teri raahon mein hai Jaane jaana meri manzil --MALE-- Hai mera dil churaake le gayi Churaane waali meri qaatil --FEMALE-- Hai mera dil churaake le gaya Churaane waala mera qaatil Kitna pyaara hai yeh pyaar, pyaara pyaara Hua hai pehli baar, hota hai ek baar Phir na hoga yeh dobaara


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
Hare Hare Hare Alka Yagnik, Udit Narayan
Haare Haare Haare Ham Toh Dil Se Haare Alka Yagnik, Udit Narayan
Mere Khayalon Ki Malika Abhijeet
Apun Bola Tu Meree Laila Hema Sardesai, Shah Rukh Khan
Hum To Dil Se Haare Alka Yagnik, Udit Narayan
Zinda Hain Hum To Abhijeet, Hema Sardesai, Jolly Mukherjee
Sailaru Sailare Suresh Peter & Mano
Mere Khayalon Ki Mallika Abhijeet
Jinda Hain Ham Toh Tere Hee Luv Se Abhijeet, Hema Sardesai, Jolly Mukherjee