Ek Ladki Thi Lyrics - Love You Hamesha

Ek Ladki Thi Lyrics from Love You Hamesha - This Dance song is sung by Kavita Krishnamurthy & written by Anand Bakshi. song is composed by A R Rehman, A R Rahman, A R Rahman

Song Title: Ek Ladki Thi
Movie: Love You Hamesha
Singer(s): Kavita Krishnamurthy
Lyricist(s): Anand Bakshi
Music By: A R Rehman, A R Rahman, A R Rahman
Genre: Dance
Music Label :
Star Cast : Sonali Bendre, Akshaye Khanna
Release Date : 2001-01-01


Ek Ladki Thi Song Lyrics

--FEMALE-- Ek ladki thi kitni sharmeeli, hogayi re main kaisi rangeeli - 2 Naagin banke mujhse lipat gayi meri chunariyaa neeli peeli - 2 Ek ladki thi kitni sharmeeli, hogayi re main kaisi rangeeli Mere bachpan chhod de baiyaan Mera yauvan, mera saiyaan Haath main uske haath main dedoon Aage jeevan bhool bhulaiyaan Dil ki galiyon mein aaye banjaare Bech rahe voh sapne kunwaare Chhede kisne bansi pe dhun sureeli Ek ladki thi kitni sharmeeli, hogayi re main kaisi rangeeli --CHORUS-- Chhan chhan chudiyaan haathon mein Khan khan paayalein raaton mein Chhan chhan jal gayi re barsaaton mein Aa gayi dil ki baaton mein Chudiyaan haathon mein khan khan Paayalein raaton mein chhan chhan Jal gayi re barsaaton mein Aa gayi dil ki baaton mein --FEMALE-- Naam ka saawan boond boond barse Pathjhad jaisa yeh mann tarse Kaise badan mein aag lag gayi yeh Main to aa gayi bahaar ghar se Taare badra tu mujhko bhigo de Doob jaaoon main, mujhko dubo de Kaisi pyaari ruth hai yeh meethi sureeli Ek ladki thi kitni sharmeeli, hogayi re main kaisi rangeeli - 2 Naagin banke mujhse lipat gayi meri chunariyaa neeli peeli - 2 Ek ladki thi kitni sharmeeli, hogayi re main kaisi rangeeli --CHORUS-- Chhan chhan chudiyaan haathon mein Khan khan paayalein raaton mein Chhan chhan jal gayi re barsaaton mein Aa gayi dil ki baaton mein Chudiyaan haathon mein khan khan Paayalein raaton mein chhan chhan Jal gayi re barsaaton mein Aa gayi dil ki baaton mein Chudiyaan haathon mein khan khan...


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
Gup Chup Baatein Hariharan, Sadhna Sargam
Sone Ka Palang Ila Arun, Kavita Paudwal, Udit Narayan
Botal Tod De Hema Sardesai, Sonu Nigam
Love You Hamesha G V Prakash, Shweta Shetty, Sonu Nigam, G. V. Prakash
Ek Ladki Thi Kitni Sharmeeli Kavita Krishnamurthy
Sone Kaa Palang Banana Ila Arun, Kavita Paudwal, Udit Narayan
Yaar Teri Bewafaai Mahalakshmi Iyyer, Mahalaxmi Iyer
Yar Teree Bewafai Kaa Mahalaxmi Iyer
Gup Chup Baate Karne Laga Hariharan, Sadhana Sargam