Ek Chand Badalon Mein Lyrics - Guardians

Ek Chand Badalon Mein Lyrics from Guardians - This Love song is sung by Sumedha Karmahe, Udit Narayan & written by Dr V P Singh. song is composed by Omkar Rana, K Ratnesh and is picturized on Tanveer Zaidi, Divya Dwivedi.

Song Title: Ek Chand Badalon Mein
Movie: Guardians
Singer(s): Sumedha Karmahe, Udit Narayan
Lyricist(s): Dr V P Singh
Music By: Omkar Rana, K Ratnesh
Genre: Love
Music Label : Worldwide Records
Star Cast : Tanveer Zaidi, Divya Dwivedi, Ehsaan Khan, Dr Vinod Singh, Kajaldeep
Release Date : 2014-06-20


Ek Chand Badalon Mein Song Lyrics

Ek chand badalon mein, Chhupa chhupa ke dekhta hai Ek chand badalon mein, Chhupa chhupa ke dekhta hai Mera chaand kitana sundar, Mera chaand kitana sundar Aur kaisa dilruba hai... Mera pyaar hai zameen par, Insaan yaa devta hain Mera pyaar hai zameen par, Insaan yaa devta hain Us ko samaj na paaun, Us ko samaj na paaun Sab se juda juda hai.... Alhan hai naazani hai, Hai pyaar se bhi pyaari Aye alhan hai naazani hai, Hai pyaar se bhi pyaari Samja sakoon na dil ko, Samja sakoon na dil ko Janmo se ye fidda hai, Mera pyaar hai zameen par Insaan yaa devta hain, Ek chand badalon mein Chhupa chhupa ke dekhta hai.... Hum saath hi jeeyenge, Hum saath hi marenge Hum saath hi jeeyenge, Hum saath hi marenge Waada raha humara, Waada raha humara Humne yahin adda hai, Ek chand badalon mein Chhupa chhupa ke dekhta hai, Mera pyaar hai zameen par Insaan yaa devta hai.... Aisi huyi deewani, Kuchh hosh na pata hai Ho aisi huyi deewani, Kuchh hosh na pata hai So so janam ka apna, So so janam ka apna Ye saath khuda hai, Ek chand badalon mein Chhupa chhupa ke dekhta hai, Mera pyaar hai zameen par Insaan yaa devta hai...


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
Chadti Jawani Kare Panga Omkar Rana, Mauli Dave
Pyar Banke Aap Meri Zindagi Mein Pamela Jain, Udit Narayan
Maar Ke Aayi Tadaka Jawani Pavni Pandey
Ruthana Hai Agar Meri Jaane Jigar Javed Ali, Sumedha Karmahe