Dil Ek Sar Dard Lyrics - Beautiful

Dil Ek Sar Dard Lyrics from Beautiful - This Dance song is sung by Pardhu & written by Rohit Tiotia. song is composed by Ravi Shankar Sharma and is picturized on Naina Ganguly, Parth Suri.

Song Title: Dil Ek Sar Dard
Movie: Beautiful
Singer(s): Pardhu
Lyricist(s): Rohit Tiotia
Music By: Ravi Shankar Sharma
Genre: Dance
Music Label : Zee Music Company
Star Cast : Naina Ganguly, Parth Suri
Release Date : 2020-01-01


Dil Ek Sar Dard Song Lyrics

Dil nahi hota to, main pyaar nahin kartaa Agar pyaar nahi karta, laga ke man padtaa Laga ke man padta, o kuch na kuch bantaa Hai naa... Main doctor banta yaa engineer bantaa.. Love-shuv ke chakkar mein padkar salaa Apun ka ban gaya bandar Control is dil pe ab hota nahin Dard milta hai milta ghnta nahin... Dil nahin hota to, main pyaar nahin karta Agar pyaar nahi karta, laga ke man padta Papaninisaa.. Sasagagama.. Papaninisaa.. Padhapamapa.. Maine na ssamjha ki, ye pyaar hai dhoka Aur iss dhoke mein, dil bhi hai shamil Maine na ssamjha ki, ye pyaar hai dhoka Aur iss dhoke mein, dil bhi hai shamil Arre dil hi to hai, ye sabse badi mushkil Milti nahin hai isko, koi bhi manzil.. Love shuv ke chakkar, mein padkar sala Apun ka ban gaya bandar Control iss dil pe, ab hota nahin Dard milta hai, milta ghnta nahin Dil nahin hota to main, pyaar nahin kartaa Agar pyaar nahi karta, laga ke mann padta...