Deewana Mujhe Kar Gaya Lyrics - Khuda Gawah

Deewana Mujhe Kar Gaya Lyrics from Khuda Gawah - This song is sung by Moh. Aziz & song is composed by Laxmikant Pyarelal, Laxmikant Pyarelal

Song Title: Deewana Mujhe Kar Gaya
Movie: Khuda Gawah
Singer(s): Moh. Aziz
Lyricist(s):
Music By: Laxmikant Pyarelal, Laxmikant Pyarelal
Genre:
Music Label :
Star Cast : Amitabh Bachchan, Sridevi, Nagarjuna Akkineni, Shilpa Shirodkar, Kiran Kumar
Release Date : 1992-01-01


Deewana Mujhe Kar Gaya Song Lyrics

Meri Fariyaad Tu Khuda Ke Baad Tu O Mere Baadshaah Khuda Iska Gawaah Main Wapas Aaunga Yeh Vaada Hai Tera Mukhar Sakta Nahi Tu Marr Sakta Nahi Yeh Vaada Todkar Mujhe Yun Chhod Kar Agar Tu Jaayega Toh Hoga Bevafaa Tu Kaat Sakta Nahi Kisi Talwar Se Tu Ruk Sakta Nahi Kisi Deewar Se Utar Maidan Mein Nikal Toofan Mein Yeh Teri Jung Hai Lahu Toh Rang Hai Yeh Beh Jaay Toh Kya Reh Jaaye Toh Kya Karishma Woh Dikha Kahe Sab Marhaba Rahe Tu Na Rahe Magar Duniya Kahe 2 Hazaaron Se Lada Akela Baadshaah Akela Baadshaah... Deewana Mujhe Kar Gaya Haai Re Jaana Tera Hoga Kab Aana Tera Deewana Mujhe Kar Gaya Haai Re Jaana Tera Hoga Kab Aana Tera Ho Mujhe Le Aayi Hai Mujhe Le Aayi Hai Yaad Teri Aa Gaya Dekh Deewana Tera Tu Na Jaa Mere Baadshaah Ek Vaade Ke Liye Ek Vaada Todd Ke Tu Na Jaa Mere Baadshaah Ek Vaade Ke Liye Ek Vaada Todd Ke Yeh Vaada Hain Mera 2 Main Agar Marr Bhi Gaya Toh Bhi Waapas Aaunga


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
Rab Ko Yaad Karu Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz
Rab Ko Yad Karu Ek Fariyad Karu Alka Yagnik, Mohmmad Aziz
Tu Mujhe Kabool Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz
Divana Mujhe Kar Gaya Hai Alka Yagnik, Mohmmad Aziz
Sar Jamine Hindustan Suresh Wadkar
Too Naa Ja Mere Badashah Alka Yagnik, Mohmmad Aziz, Kavita Krishnamurthy
Tu Na Ja Mere Badshaah Alka Yagnik, Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz
Too Mujhe Kubul, Mai Tujhe Kubul Lata Mangeshkar, Mohammad Aziz
Mere Vatan Mein Maine Alka Yagnik, Suresh Wadkar
In Mast Nigaahon Se Mohammed Aziz