Song Title: Darmiyaan Darmiyaan
Movie: Chef
Singer(s): Raghu Dixit
Lyricist(s): Ankur Tewari
Music By: Amaal Mallik, Raghu Dixit
Genre: Love
Music Label : T-Series
Star Cast : Saif Ali Khan, Svar Kamble, Padmapriya, Chandan Roy Sanyal, Shayan Munshi
Release Date : 2017-10-06
Darmiyaan Darmiyaan Song Lyrics
Teri meri mulaqaaton mein Oh choti choti unn baaton mein Tham jaata tha woh pal wahaan Beeta lamha pata bhi na chala Darmiyaan... darmiyaan.... Faasley kab aaye darmiyaan Darmiyaan... darmiyaan.... Faasley kab aaye darmiyaan Darmiyaan.. Kabhi meetha kabhi kadva saa O sapna par woh apna tha Jaane kaise paraya ho gaya Sapna toota pata bhi na chala.. Darmiyaan... darmiyaan.... Faasley kab aaye darmiyaan Darmiyaan... darmiyaan.... Faasley kab aaye darmiyaan Darmiyaan... Sunte the ke hai ye daayra Uss mein tha basa apna jahaan Socha na tha badal jaayega Tukda tukda sa reh jaayega Toota iss kadar dekho yahan Aisa bikhra sameta na gaya... Darmiyaan... darmiyaan.... Faasley kab aaye darmiyaan Darmiyaan... darmiyaan.... Faasley kab aaye darmiyaan Darmiyaan...
More lyrics from Chef Movie
Lyrics | Singer |
---|---|
Tere Mere Darmiyaan | Armaan Malik |
Banjara | Vishal Dadlani |
Shugal Laga Le | Raghu Dixit |
Khoya Khoya Raasta | Shahid Mallya |
Tan Tan | Nikita Gandhi |