Chhuda Ke Daaman Lyrics - Imtihaan

Chhuda Ke Daaman Lyrics from Imtihaan - This Sad song is sung by Unknown & written by Unknown. song is composed by Anu Malik

Song Title: Chhuda Ke Daaman
Movie: Imtihaan
Singer(s): Unknown
Lyricist(s): Unknown
Music By: Anu Malik
Genre: Sad
Music Label : Tips Music Films
Star Cast : Sunny Deol, Saif Ali Khan, Raveena Tandon, Asrani, Avtar Gill
Release Date : 1994-03-11


Chhuda Ke Daaman Song Lyrics

Chhuda Ke Daaman To Ja Rahe Ho Thehre Kyun Do Kadam Pe Ja Ke Do Kadam Pe Ja Ke Khabar Hai Mujhko Hai Pyaar Tujhko Thehre Kyun Yoon Nazar Mila Ke Yoon Nazar Mila Ke Nazar Milaana Bhi Ek Adaa Hai Nazar Jhukaana Bhi Ek Adaa Hai Ye Baat Sach Hai Kisise Poochho Nazar Churaana Bhi Ek Adaa Hai Hai Udhar Nahin Kuchh Udhar Na Dekho Idhar Hai Vo Dil Jo Tujhko Chaahe Bahut Haseen Hai Tumhaara Gussa Hamein To Ispe Bhi Pyaar Aaye Tumhari Aankhon Ne Kya Kaha Hai Poochho Tum Ye Kareeb Aake Haye Ye Kareeb Aake Chhuda Ke Daaman ? Ajeeb Haalat Hai Aaj Apni Har Ek Tamanna Machal Rahi Hai Kyun Aaj Mujhko Ye Lag Raha Hai Ki Dil Ki Dhadkan Badal Rahi Hai Hai Aashikaana Mijaaz Apna Kaho Tumhaara Mijaaz Kya Hai Agar Kaho Tum To Maein Bata Doon Chhupa Dil Mein Vo Raaz Kya Hai Maein Chaahti Hoon Ki Tumko Rakh Loon Apni Har Saans Mein Chhupa Ke Saans Mein Chhupa Ke Chhuudaa Ke Daaman ?


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
Is Tarah Aashiqui Ka Asar Chod Jaunga Kumar Sanu
Chhuda Ke Daman Toh Ja Rahe Ho Alka Yagnik, Kumar Sanu
Do Baatein Ho Sakti Hain Kumar Sanu
Iss Tarah Aasheeki Kaa Asar Chhod Jaunga Kumar Sanu
Chaha Toh Bahut Na Chahe Tujhe Bela Sulakhe, Kumar Sanu
Chuda Ke Daman Toh Jaa Rahe Ho Alka Yagnik, Kumar Sanu
Chaaha To Bahut Bela, Kumar Sanu
Roz Shaam Aati Thi Magar Lata Mangeshkar
Do Baate Ho Sakatee Hain Kumar Sanu