Chand Lamhe Lyrics - Helicopter Eela

Chand Lamhe Lyrics from Helicopter Eela - This Sad song is sung by Shilpa Rao & written by Asma. song is composed by Amit Trivedi, Anu Malik, Raghav Sachar, Daniel B. George and is picturized on Kajol, Riddhi Sen.

Song Title: Chand Lamhe
Movie: Helicopter Eela
Singer(s): Shilpa Rao
Lyricist(s): Asma
Music By: Amit Trivedi, Anu Malik, Raghav Sachar, Daniel B. George
Genre: Sad
Music Label : Saregama-HMV
Star Cast : Kajol, Riddhi Sen, Neha Dhupia, Tota Roy Chowdhury, Atul Kulkarni
Release Date : 2018-10-12


Chand Lamhe Song Lyrics

Chand lamhe.. Bas khushi ke.. Aur phir khali Soona sa aangan... Chand lamhe.. Bas khushi ke.. Aur phir khali Soona sa aangan... Wohi andhyaari, kaali, raatein Wohi andhyaare, soone se din Wohi khamoshi, har pal chaar su Wohi tanhaayi, har su har dum.. Tu gaya to ruki saari saansein Mar bhi jaayein toh ab nahi koi gham Mar bhi jaayein toh ab nahi koi gham Chand lamhe Bas khushi ke.. Dil dhadakna hi jaise ho bhool gaya Pal guzarta guzarta yun tham sa gaya Saansein patthar huyi, rooh patthar huye Lafzon ka saath izhaar ne chhod diya Nam hai aankhein, raah par sang.. Mar bhi jaayein toh ab nahi koi gham Mar bhi jaayein toh ab nahi koi gham Chand lamhe bas khushi ke.. Hoonk uthti hai har dil ke aahosh mein Kaise dhoondhun tumhein Tum kahan kho gaye Zindagi mein tufaano ka majma laga Taan nazar sanaate ke dayare bane Dhundh hi dhund nahi tu mere sang.. Mar bhi jaayein toh ab nahi koi gham Mar bhi jaayein toh ab nahi koi gham Chand lamhe bas khushi ke Aur phir khali soona sa aangan Wohi andhyaari kaali raatein Wohi andhyaare soone se din Wohi khamoshi har pal chaar su Wohi tanhaayi har su har dum Tu gaya toh ruki saari saansein Mar bhi jaayein toh ab nahi koi gham.. Tu gaya toh ruki saari saansein Mar bhi jaayein toh ab nahi koi gham.. Tu gaya toh ruki saari saansein Mar bhi jaayein toh ab nahi koi gham..


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
Khoya Ujaala Palomi Ghosh
Yaadon Ki Almari Palomi Ghosh
Ruk Ruk Palomi Ghosh
Dooba Dooba Arijit Singh, Sunidhi Chauhan
Mumma Ki Parchai Ronit Sarkar