Champa Chameli Lyrics - Muzaffarnagar - The Burning Love Story

Champa Chameli Lyrics from Muzaffarnagar - The Burning Love Story - This Item Number song is sung by Ritu Pathak & written by Manoj Kumar Mandi. song is composed by Faraaz Ahmed, Manoj Nayan, Rahul Bhat and is picturized on Aishsarya Devan, Mursaleem Qureshi.

Song Title: Champa Chameli
Movie: Muzaffarnagar - The Burning Love Story
Singer(s): Ritu Pathak
Lyricist(s): Manoj Kumar Mandi
Music By: Faraaz Ahmed, Manoj Nayan, Rahul Bhat
Genre: Item Number
Music Label : T-Series
Star Cast : Aishsarya Devan, Mursaleem Qureshi, Ekansh Bhardwaj, Dev Sharma, Sandeep Bose
Release Date : 2017-11-17


Champa Chameli Song Lyrics

Oye champa rani teri aadayein karti hai manmani Teri 2 akhiyon ki dunali jaan le gayi jaani Oye daye baye se dhaye dhaye sunlo awaaz yeh aye Are dekho in sasuron ke dilon ko tu kaise dhadkaye.. Main hun champa chameli Main hun champa chameli Rehti hun main akeli.. Thumko par han thumko par Thumko par mere tu hai fida.. Aja pas mere tu dur kyun khada Ghar ka bhi mere tu lele pata Piche piche aaja tu mere ghar Main bhi hun akeli nahin koi dar Meri nahi hai koi saheli.. Main hun champa chameli Main hun champa chameli Rehti hun main akeli.. Dede 100 ka note mujhe tu Us pe likh ke number Rakh lungi main usko apni Choli ke andar.. Jo bhi hoga lucky number Kar dungi miss call pe Kal parso tak wait kare Woh pana hai jisko mujhe Kehte sab main hun albeli.. Main hun champa chameli Main hun champa chameli Rehti hun main akeli.. Oye humko bhi apne pas bulale Love ke bank main account khula le Saving nahi toh current laga de.. Lagta hai masum kitna Darpan sa chehra tera Tu agar leja oh janam Sada kora dil mera Diya na agar jo apna number De dungi man jaan Marungi main khud ko khanjar 100 taka tu maan Na samjho isko paheli.. Main hun champa chameli Main hun champa chameli Rehti hun main akeli.. Main hun champa chameli Rehti hun main akeli.. Champa chameli Rehti hun main akeli..


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
Salamat Rakhna Deepali Sathe
Main Tera Majnu Nakash Aziz, Neetu Singh
Dekhte Hi Fida Mohit Chauhan