Chali Raadhe Raani Lyrics from Parineeta - This Sad song is sung by Manna Dey & song is composed by Aroon Kumar, Shantanu Moitra
Song Title: Chali Raadhe Raani
Movie: Parineeta
Singer(s): Manna Dey
Lyricist(s):
Music By: Aroon Kumar, Shantanu Moitra
Genre: Sad
Music Label :
Star Cast : Saif Ali Khan, Sanjay Dutt, Vidya Balan, Diya Mirza, Raima Sen
Release Date : 2005-01-01
Chali Raadhe Raani Song Lyrics
Chali Raadhe Raani, Ankhiyo Mein Paani 2 Apne Mohan Se Mukhda Modke 2 Chali Raadhe Raani, Ankhiyo Mein Paani Apne Mohan Se Mukhda Modke Maan Bhari, Abhimaan Bhari 2 Nirmohi Se, Nirmohi Se Naata Todke Apne Mohan Se Mukhda Modke Chali Raadhe Raani Ho Jamuna Ke Tat Pe, Bansi Ke Bat Pe Natkhat Ne Usko Gher Liya Dekho Natkhat Ne Usko Gher Liya Ghunghat Ke Pat Se Jhaanke Jhatpat Raadha Ne Bhi Munh Pher Liya Dekho Raadha Ne Bhi Munh Pher Liya Baato Hi Baato Mein Jhagda Phaya Aisa 2 Baaho Ke Bandhan Todke Ho Chali Baaho Ke Bandhan Todke Apne Mohan Se Mukhda Modke (Chali Raadhe Raani, Ankhiyo Mein Paani Apne Mohan Se Mukhda Modke Chali Raadhe Raani) 2 Chhaliya Mohan, Raadhe Bholi 2 Saawariya Ne Ki Jo Tipoli 2 Saawariya Saawariya, Saawariya Ne Kee Jo Tipoli Na Kuchh Doli, Na Kuchh Boli Raadhe Na Kuchh Doli, Na Kuchh Boli Na Hi Do Ankhiya Kholi 2 Madhuban Ki Galiya Chhodke Ho, Madhuban Ki Galiya Chhodke Apne Mohan Se Mukhda Modke (Chali Raadhe Raani, Ankhiyo Mein Paani Apne Mohan Se Mukhda Modke Chali Raadhe Raani) 2
More lyrics from Parineeta Movie
| Lyrics | Singer |
|---|---|
| Kaisi Paheli Zindagani | Sunidhi Chauhan |
| Piyu Bole Piya Bole | Shreya Ghoshal, Sonu Nigam |
| Kasto Mazza Hain Lelaima | Shreya Ghoshal, Sonu Nigam |
| Raat Humari Toh | Chitra, Swanand |
| Suna, Suna Mann Kaa Aangan | Shreya Ghoshal, Sonu Nigam |
| Kasto Majja Hai Lelaima | Shreya Ghoshal, Sonu Nigam |
| Dhinak Dhinak Dha | Rita Ganguly |
| Soona Mann Ka Angan | Shreya Ghoshal, Swanand |
| Kaisee Pahelee Jindaganee | Sunidhi Chauhan |
| Hum Hain Parineeta | Sonu Nigam, Shreya Ghoshal |
| Dhinak Dhinak | Rita Ganguly |
| Raat Hamaaree Toh, Chaand Kee Sahelee Hain | Chithra K S |
| Kaisee Pahelee Hai Yeh | Sunidhi Chauhan |