Bumbro Bumbro Lyrics - Mission Kashmir

Bumbro Bumbro Lyrics from Mission Kashmir - This Dance song is sung by Jaspinder Narula, Shankar Mahadevan, Sunidhi Chauhan & written by Rahat Indori. song is composed by Shankar Mahadevan, Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa and is picturized on Hrithik Roshan, Preity Zinta.

Song Title: Bumbro Bumbro
Movie: Mission Kashmir
Singer(s): Jaspinder Narula, Shankar Mahadevan, Sunidhi Chauhan
Lyricist(s): Rahat Indori
Music By: Shankar Mahadevan, Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa
Genre: Dance
Music Label : Tips Music
Star Cast : Hritik Roshan, Preity Zinta, Sanjay Dutt, Jackie Shroff, Sonali Kulkarni
Release Date : 2000-10-27


Bumbro Bumbro Song Lyrics

Bumbro bumbro, shyam rang bumbro Bumbro bumbro, shyam rang bumbro Aaye ho kis bagiya se, oh oh tum Aaye ho kis bagiya se, oh oh tum Bhanwre o shyam bhanwre, khushiyon ko saath laaye Mehndi ki raat mein tum, leke saugat aaye Ho, kaajal ka rang laaye, nazrein utaarne ko Baaghon se phul laaye, raste sanwaarne ko Ho, kaajal ka rang laaye, nazrein utaarne ko Baaghon se phul laaye, raste sanwaarne ko Aao mehndi ki chhaon mein geet sunaye bumbro Jhume nache saaz gaaye, jashn manaye bumbro Bumbro bumbro, shyam rang bumbro Bumbro bumbro, shyam rang bumbro Aaye ho kis bagiya se, oh oh tum.. Khil khil ke laal hua mehndi ka rang aise Gori hatheliyo pe khilte ho phul jaise Bumbro bumbro bumbro bumbro Aye khil khil ke laal hua mehndi ka rang aise Gori hatheliyo pe khilte ho phul jaise Yeh rang dhup ka, yeh rang chhaon ka hai Mehndi ka rang nahee, maa ki duaaon ka hai Iss mehndi ka rang hai sachcha, baaki saare jhoote Haathon se ab mehndi ka yeh rang kabhi na chhoote O bumbro bumbro, shyam rang bumbro O bumbro bumbro, shyam rang bumbro Aaye ho kis bagiya se, oh oh tum Aaye ho kis bagiya se, oh oh tum Chanda ki paalki mein dil ki muraad layi Jannat ka nur leke Mehndi ki raat aayi Mehndi ki raat aayi Chanda ki paalki mein dil ki muraad layi Jannat ka nur leke mehndi ki raat aayi Rukh pe saheliyo ke, khwabon ki roshni hai Sabne duaaye maangi, rab ne kabul ki hai Yeh haathon mein mehndi hai ya shaam ki daali, bumbro Chaand sitaare rehkar oh Chanda ki paalki mein dil ki muraad layi Jannat ka nur leke mehndi ki raat aayi Rukh pe saheliyo ke, khwabon ki roshni hai Sabne duaaye maangi, rab ne kabul ki hai Yeh haatho mein mehndi hai ya shaam ki laali, bumbro Chaand sitaare rehkar aaye raat ki daali, bumbro Haan Bumbro bumbro shyam rang bumbro Bumbro bumbro shyam rang bumbro Aaye ho kis bagiya se, oh oh tum [Aaye ho kis bagiya se] Bumbro bumbro, oh oh tum Bumbro bumbro, oh oh tum Aaye ho kis bagiya se Bumbro bumbro, oh oh Bumbro bumbro aaye ho kis bagiya se oh oh tum Bumbro bumbrooo..


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
So Ja Chanda Mahalakshmi Iyer
Rind Posh Maal Shankar Mahadevan
Chupke Se Sun Is Pal Ki Dhun Alka Yagnik, Udit Narayan
Socho Ke Jheelon Ka Alka Yagnik, Udit Narayan
Dhuan Dhuan Dhuan Hi Dhuan Shankar Mahadevan