Bin Sajan Jhula Jhulu Lyrics - Damini

Bin Sajan Jhula Jhulu Lyrics from Damini - This song is sung by Kumar Sanu, Sadhana Sargam & written by Sameer. song is composed by Nadeem Sravan, Nadeem Shravan, Nadeem Shravan

Song Title: Bin Sajan Jhula Jhulu
Movie: Damini
Singer(s): Kumar Sanu, Sadhana Sargam
Lyricist(s): Sameer
Music By: Nadeem Sravan, Nadeem Shravan, Nadeem Shravan
Genre:
Music Label :
Star Cast : Meenakshi Seshadri, Rishi Kapoor, Sunny Deol, Tinnu Anand, Sulabha Arya
Release Date : 1993-01-01


Bin Sajan Jhula Jhulu Song Lyrics

aa aa aa aa aa aa.......... bin sajan jhula jhulu, mai wada kaise bhulu - (2) jee karta hai yeh meraa mai udke gagan ko chhu lu mai pankh lagake aaya, sawan kaa mausam laya - (2) pyar mere maine tujhe apne dil me basaya bin sajan jhula jhulu, mai wada kaise bhulu (harpal tere pyar ko tarse meraa dil dur mere aankho se hai sapno kee manjil) - (2) itne akelee hu mai, yado kee sahelee hu mai abb toh ek pahelee hu mai aaja mai pankh lagake aaya, sawan kaa mausam laya - (2) pyar mere maine tujhe apne dil me basaya bin sajan jhula jhulu, mai wada kaise bhulu jee karta hai yeh meraa mai udke gagan ko chhu lu mai pankh lagake aaya, sawan kaa mausam laya pyar mere maine tujhe apne dil me basaya bin sajan jhula jhulu, mai wada kaise bhulu tadpe kitne sal tak aur naa abb tadpa kehtee hai yeh duriya sine se lag ja teraa rasta dekhte rehte the yeh nain too naa jane sajna kaise kate din rey ho phulo peh javanee aayee rut kya suhanee aayee nayee jindaganee layee naa ja (bin sajan jhula jhulu, mai wada kaise bhulu - (2) jee karta hai yeh meraa mai udke gagan ko chhu lu mai pankh lagake aaya, sawan kaa mausam laya pyar mere maine tujhe apne dil me basaya) - (2)


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
Bin Saajan Jhoola Jhuloon Kumar Sanu, Sadhana Sargam
Jab Se Tum Ko Dekhaa Hain Sanam Sadhana Sargam, Kumar Sanu