Baatein Hawa Hai Lyrics - Cheeni Kum

Baatein Hawa Hai Lyrics from Cheeni Kum - This Love song is sung by Amitabh Bachchan, Shreya Ghoshal & written by Manoj Tapadia. song is composed by Illaiya Raja, Ilaiyaraaja

Song Title: Baatein Hawa Hai
Movie: Cheeni Kum
Singer(s): Amitabh Bachchan, Shreya Ghoshal
Lyricist(s): Manoj Tapadia
Music By: Illaiya Raja, Ilaiyaraaja
Genre: Love
Music Label :
Star Cast : Amitabh Bachchan, Tabu, Paresh Rawal, Zohra Sehgal, Swini Khara
Release Date : 2007-01-01


Baatein Hawa Hai Song Lyrics

mpress karne ke liye to log do sau rupai ke phool kharid lete hai par yeh do ghante mein mar jaate hai pata nahi kya impress karna chaahate hai log phool de kar ke (baatein hawa hai saari, saari ki saari kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun?.) ? 2 rukhi si khaali khaali, ulti hi duniya saari kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun?. kehna jo chaahe, kyun keh na paaye aankhein jo bole teri hadon se kyun na bole baatein hawa hai saari, saari ki saari kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun?. rukhi si khaali khaali, ulti hi duniya saari kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun?. impress karne ke liye mein aapko royal albert hall ka music sunaane le ja sakta tha lekin agar app music sunte sunte emotional ho gayi toh logo ko lagega maine app ko rula diya (dekho na dekho na lagta ajooba hai yeh khud hi jaane kya isaka mansooba hai) ? 2 6 foot ki deewaar pe kyun, kyun dil ki khidki nahi yeh dil ki baaton ko bhi jaanega nahin nahin pallle pada hai kyun mere hi tauba apani hi kehta hai, apani hi sunta hai, dekho na baatein hawa hai saari, saari ki saari kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun?. rukhi si khaali khaali, ulti hi duniya saari kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun?. yeh sunset ka light, moonlight ka concept bhi use kiya ja sakata hai impress karne ke liye na to apako mera chehra dikhega, na hi khaana (seedhe raste kabhi yeh na chalne waala rab ne ise tedhe sache mein hai dhaala) ? 2 bande ko zoo mein rakho, khulla na iss chhodo khulla jo chhoda toh, rabba mere jaane kya ho impress karne ke liye 25 lakh ka haar bhi de sakta tha lekin bina price tag ke apako lagega 25 rupay ka hai aur price tag ke saath de nahi sakta rehta hai jaane kaun se jahaan mein dekha na jaana na maine toh aisa yahaan koyi baatein hawa hai saari, saari ki saari kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun?. rukhi si khaali khaali, ulti hi duniya saari kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun?. haan agar aap mujhe impress karna chaahati hai toh, just me remember maria sharapova, anna kournikova, uh! what legs kehna jo chaahe, kyun keh na paaye aankhein jo bole teri hadon se kyun na bole baatein hawa hai saari, saari ki saari kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun?. rukhi si khaali khaali, ulti hi duniya saari kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun?.


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
Jaane Do Na, Jaane Jaane Do Na, Mujhe To Jaane Do Na Shreya Ghoshal
Baatein Hawa Hai Saari, Saari Ki Saari Amitabh Bachchan, Shreya Ghoshal
Cheeni Kum Hai Shreya Ghosal
Cheeni Kum Hai, Cheeni Kum Hai Shreya Ghoshal
Sooni Sooni Khoyi Khoyi, Aankhein Meri Dhundhe Tujhe Hi Vijay Prakash
Chini Kum Hai, Chini Kum Shreya Ghoshal, Kunal Ganjawala, Ustad Sultan Khan
Bate Hawa Hai Saree Amitabh Bachchan, Shreya Ghoshal
Sooni Sooni Vijay Prakash
Sunee Sunee Khoyee Khoyee Vijay Prakash