Aye Chaand Khoobsurat Lyrics from Yeh Zindagi Ka Safar - This Sad song is sung by Sonu Nigam & written by Nasir Faraaz. song is composed by Daboo Malik, Sajid Wajid
Song Title: Aye Chaand Khoobsurat
Movie: Yeh Zindagi Ka Safar
Singer(s): Sonu Nigam
Lyricist(s): Nasir Faraaz
Music By: Daboo Malik, Sajid Wajid
Genre: Sad
Music Label :
Star Cast : Amisha Patel, Jimmy Shergill, Nafisa Ali, Gulshan Grover, Rajpal Yadav
Release Date : 2001-01-01
Aye Chaand Khoobsurat Song Lyrics
--MALE-- Hm hm hm, hm hm hm, hm hm hm, hm hm hm hm (Aye chaand khoobsurat, aye aasmaan ke taaron Tum mere sang zameen par thodi si raat guzaaro Thodi si raat guzaaro) - 2 Kuch apni tum kaho, kuch lo meri khabar Ho jaaye dosti, kat jaaye yeh safar, mm, mm Aye chaand khoobsurat, aye aasmaan ke taaron Tum mere sang zameen par thodi si raat guzaaro Thodi si raat guzaaro (Main to hoon zara tanhaa zameen par Tum mere gham baat lo) - 2 Kuch saath apna to kaam aaye Dil se kuch gham kam to ho Aye chaand khoobsurat, aye aasmaan ke taaron Tum mere sang zameen par thodi si raat guzaaro Thodi si raat guzaaro Kuch apni tum kaho, kuch lo meri khabar Ho jaaye dosti, kat jaaye yeh safar, mm, mm Aye chaand khoobsurat, aye aasmaan ke taaron Tum mere sang zameen par thodi si raat guzaaro Thodi si raat guzaaro Tu bhi akela is duniya mein Main bhi akela yahan Ho, tu bhi akela is duniya mein Main bhi akela yahan Yeh bebasi ab hum dono ko Le jaaye jaane kahan Aye chaand khoobsurat, aye aasmaan ke taaron Tum mere sang zameen par thodi si raat guzaaro Thodi si raat guzaaro Kuch apni tum kaho, kuch lo meri khabar Ho jaaye dosti, kat jaaye yeh safar, mm, mm Aye chaand khoobsurat, aye aasmaan ke taaron Tum mere sang zameen par thodi si raat guzaaro Thodi si raat guzaaro - 3
More lyrics from Yeh Zindagi Ka Safar Movie
| Lyrics | Singer |
|---|---|
| Ahista Ahista | Shraddha Pandit, Sonu Nigam |
| Zamaane Mein Sabhi Ko | Hariharan |
| Main Kaun Hoon | Jaspinder Narula |
| Dil To Kehta Hai (Male) | Kumar Sanu |
| Aahista Aahista | Shraddha Pandit, Sonu Nigam |
| Mai Kaun Hu, Kya Hu, Jaana Mujhe Hain Kaha | Jaspinder Narula |
| Aye Chand Khoobsurat | Sonu Nigam |
| Zamane Mein Sabhie Ko | Hariharan |
| Aye Chaand Khubsurat, Aye Aasmaan Ke Taare | Sonu Nigam |
| Dil To Kehta Hai (Female) | Alka Yagnik |
| Haalat Na Poochho Dil Ki | Kumar Sanu |
| Halat Na Poochho Dil Ki | Kumar Sanu |
| Dil To Kehta Hai | Kumar Sanu |
| Aahista Aahista Milate Hain Dil Sanam | Shraddha Pandit, Sonu Nigam |
| Aye Chand Khubsurat | Sonu Nigam |
| Nikal Padi | Udit Narayan |
| Jamaane Me Sabhee Ko Milate Hain Gham | Hariharan |
| Nikal Padee Apanee Toh Yaaro Re | Udit Narayan |
| Dil Toh Kehata Hai Woh Apane Hai | Kumar Sanu |
| Haalat Naa Puchho Dil Kee | Kumar Sanu |