Awaara Lyrics - Saat Khoon Maaf

Awaara Lyrics from Saat Khoon Maaf - This song is sung by Master Saleem & written by Gulzar. song is composed by Vishal Bhardwaj

Song Title: Awaara
Movie: Saat Khoon Maaf
Singer(s): Master Saleem
Lyricist(s): Gulzar
Music By: Vishal Bhardwaj
Genre:
Music Label :
Star Cast : Priyanka Chopra, Neil Nitin Mukesh, Naseeruddin Shah, John Abraham, Irrfan Khan
Release Date : 2011-01-01


Awaara Song Lyrics

(awaara awaara) - 5 hawa pe rakhe sukhe patte, awaara - 2 paon zamin pe lagte hi udh lete hain dobara awaara awaara awaara na shaakh jude, na jadh pakde - 2 mausam mausam banjara awaara awaara awaara - 2 jhonka jhonka yeh hawa hoo jhonka jhonka yeh hawa roz udaye re jaki daar gayi woh toh bit gaya jaaki maati gayi waka meet gaya koi na bulaye re rut rang liye aayi bhi gayi muthiyan na khuli berang rahi sookha patta banjara (awaara awaara awaara) - 2 haule haule yeh hawa - 2 khel khilaaye re khole dhup kabhi ghole chhaon kabhi kabhi pankh bane bane paon kabhi dhul deekhaaye re koi thaa na mili na hawa na zamin na umid ugi na dilasa kahin udta jaaye bechara awaara awaara awaara ..


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
Darling Usha Uthup, Rekha Bharadwaj
Doosri Darling Usha Uthup, Rekha Bharadwaj, Clinton Cerejo, Francois Castellino
Bekaraan Vishal Bhardwaj
O' Mama
Yeshu Rekha Bharadwaj
Dil Dil Hai Suraj Jagan
Tere Liye Tere Liye 2 Suresh Wadkar