Song Title: Awaara Hoon
Movie: Awara
Singer(s): Mukesh
Lyricist(s): Hasrat Jaipuri
Music By: Shankar Jaikishan, Shankar Jaikishan, Shanker Jai Kishan
Genre: Love
Music Label : Saregama-HMV
Star Cast : Prithviraj Kapoor, Nargis, Raj Kapoor, Leela Chitnis, K.n.singh
Release Date : 1951-01-01
Awaara Hoon Song Lyrics
--MALE-- (Aawaara hoon, aawaara hoon Ya gardish mein hoon aasmaan ka taara hoon) - 2 Aawaara hoon Gharbaar nahin, sansaar nahin Mujhse kisi ko pyaar nahin - 2 Us paar kisi se milne ka ikraar nahin Mujhse kisi ko pyaar nahin - 2 Sunsaan nagar anjaan dagar ka pyaara hoon Aawaara hoon, aawaara hoon Ya gardish mein hoon aasmaan ka taara hoon Aawaara hoon Aabaad nahin barbaad sahi Gaata hoon khushi ke geet magar - 2 Zakhmon se bhara seena hai mera Hansti hai magar yeh mast nazar Duniya Duniya mein tere teer ka ya taqdeer ka maara hoon Aawaara hoon, aawaara hoon Ya gardish mein hoon aasmaan ka taara hoon Aawaara hoon, aawaara hoon, aawaara hoon
More lyrics from Awara Movie
| Lyrics | Singer |
|---|---|
| Ghar Aaya Mera Pardesi | Lata Mangeshkar |
| Hum Tujhse Mohabbat | Mukesh |
| Ek Bewafa Se Pyaar | Lata Mangeshkar |
| Awara Huun | Mukesh |
| Aa Jaao Tadapte | Lata Mangeshkar |