Assalam Walekum Walekum Assalam Lyrics - Aap Ka Surroor - The Movie

Assalam Walekum Walekum Assalam Lyrics from Aap Ka Surroor - The Movie - This song is sung by Himesh Reshammiya & written by Sameer. song is composed by Himesh Reshammiya

Song Title: Assalam Walekum Walekum Assalam
Movie: Aap Ka Surroor - The Movie
Singer(s): Himesh Reshammiya
Lyricist(s): Sameer
Music By: Himesh Reshammiya
Genre:
Music Label :
Star Cast : Himesh Reshammiya, Hansika Motwani, Mallika Sherawat, Raj Babbar, Sachin Khedekar
Release Date : 2007-01-01


Assalam Walekum Walekum Assalam Song Lyrics

assalam walekum, walekum assalam - (4) har insan ne kabhi na kabhi kisi na kisi se pyar kiya hai maine, aap sabne, toh usi pyar ke nam zindagi kurban, mohatarama (jab aaye samne najro ke tum (mohatarama) honsho hawas mere ho jaye gum) - (2) duaye karu, main sajda karu, yahi main kahu assalam walekum, walekum assalam - 4) - (2) assalam walekum, walekum assalam teri kashish tadpati hai, dard-e-dil ye badhati hai betabi ke aalam se, sehno ja yeh tarsati hai awara armano ki manzil tum, deewane lamho ki ho mehfil tum - (2) (mere jasbat mein tum ho rawa (mohatarama) tum pe kurban hai dil ka jahan (mohatarama)) - (2) duaye karu, main sajda karu, yahi main kahu assalam walekum, walekum assalam - (2) yadon ki tanhayi mein, jajbo ki gehrayi mein ehsason ki sargarmi hai, tere khabo ki parchayi mein dard-e-mohabbbat ka hai yeh jadu, betabiya hai meri bekabu - (2) (tumse deewangi ka hai nasha (mohatarama) pehele deedar se mein hu fida (mohatarama)) - (2) duaye karu, main sajda karu, yahi main kahu assalam walekum, walekum assalam - (2) mohatarama........


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
Ya Ali Ali Ali Ali Ali..... Himesh Reshammiya, Sunidhi Chauhan
Jhoot Nahi Bolna, Yara Sach Kehna Himesh Reshammiya, Shreya Ghoshal
Yeh Tera Mera Milna Himesh Reshammiya, Shreya Ghoshal
Kya Jeena Jeena Kya Jeena Tere Bagair Himesh Reshammiya
Na Meri Sansein Chale Himesh Reshammiya
Tanhayiya Tanhayiya Himesh Reshammiya, Sunidhi Chauhan
Assalaam Vaalekum Himesh Reshammiya
Tanhaiyaan Himesh Reshammiya, Sunidhi Chauhan
Tere Bina Tere Bina 2 Himesh Reshammiya