Song Title: Allah Maaf Kare
Movie: Desi Boyz
Singer(s): Sonu Nigam, Shilpa Rao
Lyricist(s): Irshad Kamil
Music By: Pritam
Genre: Love
Music Label : T-Series, Eros Music
Star Cast : Akshay Kumar, John Abraham, Deepika Padukone, Chitrangada Singh, Omi Vaidya
Release Date : 2011-11-25
Allah Maaf Kare Song Lyrics
Tauba tauba tere pyaar mein lutt gaya ikraar mein...(2) Tujhse mohabbat ho gayi Allah maaf kare Tauba qayamat ho gayi Allah maaf kare ooo..oooo..oo Tujhse mohabbat ho gayi Allah maaf kare Tauba qayamat ho gayi Allah maaf kare Dekha tujhe toh saansein ruk gayi Sajde mein yeh aankhein jhuk gayi Teri ibaadat ho gayi Allah maaf kare Tujhse mohabbat ho gayi Allah maaf kare Tauba qayamat ho gayi Allah maaf kare Tauba tauba tere pyaar mein lutt gaya ikraar mein Yeh din jawani ke dil ki kahani ke aise bitaata hoon main Tere khayalon mein apne sawaalon mein Uljha sa jaata hoon main...eeeee.....(2) Ho ladte ladte aankhein lad gayi Dil ki baatein aankhein Padh gayi Thodi shararat ho gayi Allah maaf kare Meri toh sudh budh kho gayi Allah maaf kare Tujh se mohabbat ho gayi Allah.....ho gayiiii Maana zamaana yeh deta hai taana yeh thoda awaara hoon mein Jo bhi hoon jaisa hoon aisa ya waisa hoon ab toh tumhara hoon main....heeeee.....(2) Ho aate jaate dekhoon tujhko Jaane hua hai yeh kya mujhko Sabse baghawat ho gayi Allah maaf kare Saari sharafat kho gayi Allah maaf kare Tujhse mohabbat ho gayi Allah Ayeeeee.... Tujhse mohabbat ho gayi Allah.... maaf kare Tauba qayamat ho gayi Allah maaf kare Tauba tauba tere pyaar mein lutt gaya ikraar mein.....(2)
More lyrics from Desi Boyz Movie
| Lyrics | Singer |
|---|---|
| Jhak Maar Ke | Neeraj Shridhar, Harshdeep Kaur |
| Subah Hone Na De | Mika Singh, Shefali Alvares |
| Make Some Noise For The Desi Boyz | Bob, K K |
| Let It Be | Shaan |