Aisi Koi Baat Jo Lyrics - Maa (1976)

Aisi Koi Baat Jo Lyrics from Maa (1976) - This Romantic song is sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar & written by Anand Bakshi. song is composed by Laxmikant Pyarelal and is picturized on Dharmendra, Hema Malini.

Song Title: Aisi Koi Baat Jo
Movie: Maa (1976)
Singer(s): Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Lyricist(s): Anand Bakshi
Music By: Laxmikant Pyarelal
Genre: Romantic
Music Label : Ultra Music
Star Cast : Dharmendra, Hema Malini, Nirupa Roy, Ranjeet, Padma Khanna
Release Date : 1976-09-10


Aisi Koi Baat Jo Song Lyrics

Aisi koi baat jo, kabhi naa suni hoo Keh de mere kaano mein, chupake se chori se Taaron bhari raat me, chalo pehale sunle Kahe aasmaano me, chanda kya chakori se Aisi koi baat jo, kabhi naa suni ho Keh de mere kaano me, chupake se chori se Aisi koi baat... Honto pe meri saansein, rukane lagi hain Sapano se bojhal palakein, jhukane lagi hai Isi tarah nind aati hai, kaliyon ko Rut ke taraano me, bahaaron ki lori se Aisi koyi baat jo, kabhi naa suni ho Keh de mere kaano me, chupake se chori se Aisi koi baat... Kehate hai log kuchh, phul nahi khilate Aise jaise din aur, raat nahi milate Din aur raat, yuun milate hai chupake Jaise khaliyaano me, piya mile gori se Taaron bhari raat me, chalo pehale sun le Kahe aasmaano me, chandaa kya chakori se Aisi koi baat... Main toh chali aayi, kiya tune ishaara Main toh chali aayi, kiya tune ishaara Hoga kya jo maine tujhako pukaara Jab karo yaad ma, khincha chala aau Bandha armaano me, najaron ki dori se Aisi koyi baat jo, kabhi na suni ho Heh de mere kaano me, chupake se chori se Taaron bhari raat me, chalo pehale sun le Kahe aasmaano me, chandaa kya chakori se Aisi koi baat....


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
Maa Tujhe Dhundu Kahaan Mohammad Rafi
Gaaunga Naachunga Mohammad Rafi
Hataari Main Shikaari Mohammad Rafi
Aao Ke Jaao Ke Lata Mangeshkar
Main Jungle Ka Raaja Mohammad Rafi
Pyaase Dil Ki Pyaas Bujhaane Aaja Asha Bhosle
Sheharon Se Dur Masti Mein Chur Lata Mangeshkar