Aankhon Mein Leke Pyaar Lyrics - Pyaasa

Aankhon Mein Leke Pyaar Lyrics from Pyaasa - This Love song is sung by Karsan Sargathiya, Udit Narayan, Kavita Krishnamurthy & written by Faaiz Anwar. song is composed by S D Burman, Sanjeev Darshan, S D Burman, Nikhil Vinay, Daboo Malik, Sanjeev Darshan, Nikhil Vinay

Song Title: Aankhon Mein Leke Pyaar
Movie: Pyaasa
Singer(s): Karsan Sargathiya, Udit Narayan, Kavita Krishnamurthy
Lyricist(s): Faaiz Anwar
Music By: S D Burman, Sanjeev Darshan, S D Burman, Nikhil Vinay, Daboo Malik, Sanjeev Darshan, Nikhil Vinay
Genre: Love
Music Label :
Star Cast : Aftab Shivdasani, Yukta Mookhey, Zulfi Sayed, Dinesh Hingoo, Smita Jaykar
Release Date : 2002-01-01


Aankhon Mein Leke Pyaar Song Lyrics

--male 1-- hey, Jaagi Hai Umang Dil Mein bujhegi Mann Ki Pyaas pyaar Ke Rang Mein Hum Sab Milkar hey Khelenge Daandiya Raas hey Halle, Halle! --male 2-- aankhon Mein Leke Pyaar Aaya Hai Koi Yaar bajte Hai Dil Ke Taar, Kya Hoga yaar Kya Hoga, Kya Hoga, Yaar Kya Hoga --female-- ae, Aankhon Mein Leke Pyaar Aaya Hai Koi Yaar bajte Hai Dil Ke Taar, Kya Hoga yaar Kya Hoga, Kya Hoga, Yaar Kya Hoga --male 2-- (voh Bhi Hai Beqaraar, Main Bhi Hoon Beqaraar ab Kaun Jaane Yaar Kya Hoga) - 2 --both-- aankhon Mein Leke Pyaar Aaya Hai Koi Yaar bajte Hai Dil Ke Taar, Kya Hoga yaar Kya Hoga, Kya Hoga, Yaar Kya Hoga --male 2-- chanda Ki Chaandni Hai, Mausam Ki Raagini Hai maheki Bahaar Hai Voh oh Ho, Oh Ho Oh Ho, Oh Ho Ho chanda Ki Chaandni Hai, Mausam Ki Raagini Hai maheki Bahaar Hai Voh mujhse Anjaan Bhi Hai, Voh Meri Jaan Bhi Hai mera Hi Pyaar Hai Voh dekho Taaron Waali Hai Raat, Chumenge Unka Haath badh Jaaye Gar Jo Baat, Kya Hoga yaar Kya Hoga, Kya Hoga, Yaar Kya Hoga aankhon Mein Leke Pyaar Aaya Hai Koi Yaar bajte Hai Dil Ke Taar, Kya Hoga yaar Kya Hoga, Kya Hoga, Yaar Kya Hoga --female-- sapnon Ki Raat Aayi, Khushiyon Ko Saath Laayi dil Mera Aaj Dole oh Ho, Mm Hm Mm Hm, La La La sapnon Ki Raat Aayi, Khushiyon Ko Saath Laayi dil Mera Aaj Dole dil Mein Armaan Jaage, Soye Toofaan Jaage dhadkan Mein Pyaar Haule --male 2-- peeke Unki Nazar Ka Jaam Leta Hoon Dil Ko Thaam le Loon Jo Unka Naam, Kya Hoga yaar Kya Hoga, Kya Hoga, Yaar Kya Hoga --female-- ae, Aankhon Mein Leke Pyaar Aaya Hai Koi Yaar bajte Hai Dil Ke Taar, Kya Hoga yaar Kya Hoga, Kya Hoga, Yaar Kya Hoga (voh Bhi Hai Beqaraar, Main Bhi Hoon Beqaraar ab Kaun Jaane Yaar Kya Hoga) - 2 --male 2-- aankhon Mein Leke Pyaar Aaya Hai Koi Yaar bajte Hai Dil Ke Taar, Kya Hoga yaar Kya Hoga, Kya Hoga, Yaar Kya Hoga


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
Milti Hai Jhukti Hai Alka Yagnik, Udit Narayan
Jane Woh Kaise Log The Hemant Kumar
Jaane Woh Kaise Log The Jinke Hemant Kumar
Is Mohabbat Ke Siva Sonu Nigam, Alka Yagnik
Usko Pata Hai Narendra Bedi, Sudesh Bhonsle, Sudesh Bhonsale, Narendra Bedi, Sudesh Bhosle
Na Jaane Mera Kya Hoga Sonu Nigam
Tere Pyaar Kaa Chhaaya Nasha Abhijit, Adnan Sami, Sunidhi Chauhan
Jaane Kya Tune Kahi Geeta Dutt
Milte Milte Sanam Aaj Apni Kasam Udit Narayan
Choree Choree Too Dil Ko Chura Le Gayee Sonu Nigam
Tere Pyaar Ka Chhaaya Nasha Adnan Sami/abhijeet, Sunidhi Chauhan
Milatee Hai, Jhukatee Hai Udit Narayan, Alka Yagnik
Milte Milte Sanam Udit Narayan
Jane Kya Tune Kahee Geeta Dutt
Sone Roop Di Chalk Sardool Sikandar