Aaja Shaam Hone Aayee Lyrics - Maine Pyar Kiya

Aaja Shaam Hone Aayee Lyrics from Maine Pyar Kiya - This Love song is sung by S. P. Balasubrahmanyam, Lata Mangeshkar & written by Dev Kohli. song is composed by Raam Laxman

Song Title: Aaja Shaam Hone Aayee
Movie: Maine Pyar Kiya
Singer(s): S. P. Balasubrahmanyam, Lata Mangeshkar
Lyricist(s): Dev Kohli
Music By: Raam Laxman
Genre: Love
Music Label : Saregama HMV
Star Cast : Salman Khan, Bhagyashree Patwardhan, Laxmikant Berde, Alok Nath, Mohnish Behl
Release Date : 1989-12-29


Aaja Shaam Hone Aayee Song Lyrics

Aaja Shaam Hone Aayee Mausam ne li angdaai Aaja Shaam Hone Aayee Mausam ne li angdaai To kis baat ki hai ladaai Tu chal main aayee no no Tu chal main aayee Aaja Shaam Hone Aayee Mausam ne li angdaai To kis baat ki hai ladaai Tu chal main aayi no no Tu chal main aayee... Baja kya hai dekho zara tum ghadi Guzar jaaye na prem ki ye ghadi Baja kya hai dekho zara tum ghadi Guzar jaaye na prem ki ye ghadi Aati hoon thoda sa dheeraj dharo Laga doongi main prem ki phir jhadi Utni hi door hai tu jitni kareeb hai Tere mere pyaar ka kissa ajeeb hai Dhat tere ki Ab to jaan pe ban aayee Ye hai pyaar ki gehraai Ab to jaan pe ban aayee Ye hai pyaar ki gehraai To kis baat ki hai ladaai Tu chal main aayi my god Tu chal main aayee Come soon yaar Bahut ho chuki hai teri dillagi Chali aao ab shaam dhalne lagi Hey bahut ho chuki hai teri dillagi Chali aao ab shaam dhalne lagi Mere dil mein kitni umangein bhari Tumhein main batati hoon aakar abhi Haan ha mera jaadu chal gaya Tera chehra khil gaya Peechhe peechhe main chali Aage aage tu chala dhat tere ki To kar do sabko tum goodbye Maine pyaar kiya main aayee Kar do sabko tum goodbye Maine pyaar kiya main aayee To kis baat ki hai ladaai Tu chal main aayi make it fast Tu chal main aayi oh come on


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
Dil Deewana (Male) S. P. Balasubrahmanyam
Aate Jaate Hanste Gaate S. P. Balasubrahmanyam, Lata Mangeshkar
Dil Deewana (Female) Lata Mangeshkar, Chorus
Maine Pyar Kiya S. P. Balasubrahmanyam, Lata Mangeshkar, Chorus
Mere Rang Mein Rangne Waali S. P. Balasubrahmanyam
Kahe Toh Se Sajna Sharda Sinha
Dil Deewana (Duet) S. P. Balasubrahmanyam, Lata Mangeshkar
Aaya Mausam Dosti Ka S.p. Balasubrahmanyam, Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar, Shailendra Singh
Kabootar Ja Ja Ja S. P. Balasubrahmanyam, Lata Mangeshkar, Chorus
Antakshri Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam, Usha Mangeshkar, Shailendra Singh, Chorus