Aaisi Umar Mein Ham Jo Miley Hain Lyrics - Deewane Huye Paagal

Aaisi Umar Mein Ham Jo Miley Hain Lyrics from Deewane Huye Paagal - This song is sung by Krishna, Kunal Ganjawala, Shaan & song is composed by Anu Malik

Song Title: Aaisi Umar Mein Ham Jo Miley Hain
Movie: Deewane Huye Paagal
Singer(s): Krishna, Kunal Ganjawala, Shaan
Lyricist(s):
Music By: Anu Malik
Genre:
Music Label :
Star Cast : Akshay Kumar, Sunil Shetty, Shahid Kapoor, Rimi Sen, Paresh Rawal
Release Date : 2005-01-01


Aaisi Umar Mein Ham Jo Miley Hain Song Lyrics

Aisi Umer Mein Hum Jo Milein Hain Pyaar To Hoga Pyaar To Hoga Zaroor Na Teri Khata Na Meri Khata Umr Ka Hai Kasoor Oh Anjaani, Oh Anjaani Main Raja Tera Tu Meri Rani Yeh Dhoonde Meri Jawaani Yeh Jawaani Teri Deewani Shuru Hai Teri Meri Prem Kahaani O Jaana Meri Aashiqui Yehi Hai Meri Zindagi O Jaana Meri Aashiqui Yehi Hai Meri Zindagi Tere Bina Jeena Nahi Kehna Yehi Mehfil Mein Hai Kis Ko Pata Kis Ko Khabar Pyaar Tera Mere Dil Mein Hai Meri Jaan Tu Hai Meri Jaan, Kahan Tu Hai Meri Jaan Meri Jaan Tu Hai Meri Jaan, Kahan Tu Hai Meri Jaan Saans Ki Tarah Tum Aate Ho Jaate Ho Behat Sanam Tum Mujhko Bhaate Ho Tera Kadam Mera Kadam Chaahat Ki Manzil Mein Hai Kis Ko Pata Kis Ko Khabar Pyaar Tera Mere Dil Mein Hai Meri Jaan Tu Hai Meri Jaan, Kahan Tu Hai Meri Jaan Tu Hai Meri Jaan Tera Naam Mohabbat Hai, Mera Naam Deewana Hai Tera Naam Mohabbat Hai, Mera Naam Deewana Hai Tera Naam Mohabbat Hai, Mera Naam Deewana Hai Mera Naam Deewana Hai Par Aaj Nahi To Kal Humko Mil Jaana Hai Par Aaj Nahi To Kal Humko Mil Jaana Hai Tera Naam Mohabbat Hai, Mera Naam Deewana Hai Mera Naam Deewana Hai Yaadon Mein Khwaabon Mein Paaya Tujhe Raat Din Tanha Akele Mein Reh Na Sakoon Tere Bin Tere Ishq Ne Maara Hai Tu Sab Se Pyaara Hai Kya Dil Ka Ishaara Hai Mera Yaara Samajh Le Zara Tera Naam Musafir Hai, Mera Naam Thikaana Hai Tera Naam Musafir Hai, Mera Naam Thikaana Hai Tera Naam Musafir Hai, Mera Naam Thikaana Hai Mera Naam Thikaana Hai Meri Jaan Tujhe Chal Ke Mere Paas Hi Aana Hai Tera Naam Mohabbat Hai, Mera Naam Deewana Hai Dhadakta Hai Dil Kyun Tadapta Hai Dil Kyun Huwa Kya Mere Dil Ko Tu Hi Bata Dhadakta Hai Dil Kyun Tadapta Hai Dil Kyun Huwa Kya Mere Dil Ko Tu Hi Bata Hasta Hai Rota Hai Sapnein Pe Rota Hai Dekho Kehta Hai Mere Bhi Baare Mein Ek Pal To Socho La La La La, Hey Hey Hey Hey Chori Se Chupke Se Aahista Dheere Se Dil Ko Mera Le Gayi Nazrein Milaake To Nazrein Churaake Naya Dard Sa De Gayi Yeh Dard Main Kaise Sahoon Ab Bin Tere Kaise Rahoon Dhadakta Hai Dil Kyun Tadapta Hai Dil Kyun Huwa Kya Mere Dil Ko Tu Hi Bata Ishq Yeh Mera Sab Se Alag Hai Chaahat Sab Se Judaa Hai Mera Tan Man Bhi Mera Dhadkan Bhi Dilbar Tujhpe Fida Hai Leke Tujhe Main Jaoonga, Leke Tujhe Main Jaoonga Aisi Umer Mein Hum Jo Milein Hain Pyaar To Hoga Pyaar To Hoga Zaroor Na Teri Khata Na Meri Khata Umr Ka Hai Kasoor


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
Kudi Ne Mera Dil Lutiya Anu Malik
Chakle Aaja Mere Labo Ko Chakle Anu Malik
Meri Jaanejigar Dekha Hai Agar Unknown
Chakle Aaja Mere Labon Ko Chakle Anu Malik
Sutradhar Anu Malik
Sutradhar Anu Malik Anu Malik
Meree Jane Jigar Dekhna Hai Agar E Jigar
Tu Hain Tu Hain Shaan, Sunidhi Chauhan
Tu Hain Soni Anu Malik
Aisee Umar Me Ham Jo Mile Hain Krishna, Kunal Ganjawala, Shaan
Too Hai Too Hai Sirf Too Hai Shaan, Sunidhi Chauhan